What is LOVE?
What is LIFE?
What is jrny?
"ZAKHAM KUCH AISI MILI KI AAJ HUM APNI PARCHAIE SE V DARTE HAI"
Dard patharo mai v hoti hai......agar na hoti to sayad sagar ki lahren chatano se na kavi takrati.....
tum aj v kayi dafa chhalak jati ho palkon se,
aur main tumeh samet nhi pata khud main,
galon ke raste hothon tak aa jati ho tum mere,
aur fir se sama jaati ho mujhme,
साथ लम्हों का,
याद बरसों की,
अच्छे लोगों की यही बात बुरी लगती है।

"kuch is tarah maine zindagi ko asaan kar lya kisi se maafi maang li kisi ko maaf kar dya"
tum aaj v barshaat main meri khidkiyon par,
paani ki boondo ko jod kar apna aks banati ho,
main tumahri mushkaan ko niharta hi rah jaata hu,
or dekhte hi dekhte phir ojal ho jaati ho
tum aaj v har roz mere ser pe haanth pherthi ho
chu kar dheere se mere palkain band kar deti ho,
main ye soch kar so jaata hu ki aab jaawnga nahi,
par subah aankain khul hi jaati hai......